Beet shayari for friendship

dil aaj bahoot udas hai
fir guftugo kar ne ki tanamnna hai
yu to shahar me logo ki kami nahi hai
“GEMANI” ku dosto ki kami hai
yu to roz mahafil sajti hai
har shakz muskurata hai
logon ke daman mein Har khushi hai, Continue reading

Posted in Friendship Shayari | 3 Comments

Bewafa sayari text scraph

Pathar se wafa, butt se sada maang raha hoon,
Kyu aaj main sehra se ghata maang raha hoon,
Mudat se koi dil ko dukhane nahi aaya,
Aa jao koi zakham naya maang raha hoon

Posted in Bewafa Shayari | 1 Comment

Shayari in hindi for lovely friends

ham apane dil kaa fasaanaa unhen sunaa na sake,
lagi hai aaG jo dil mein use bujhaa na sake,

teri talaash mein dar-dar ki Thokaren khaayin,
meri wafaa ke qadam phir bhi Dagamagaa na sake, Continue reading

Posted in Friendship Shayari | 2 Comments
Page 1 of 24912345Last